self-improvement 5 Best Self-Improvement Tips in Hindi.
1. Negative लोगो से दूर रहे
Negative logo se dur rahe aapne aksar suna hoga ki Positive living aur thoughts yah sab aapko Ek behtar insan Banane ke liye Jeevan Mein bahut jruri hai.par negative log ishi cheej mei baadha dalte hai aur isliye Kaha jata hai ki hamesha positive logo ke sath rahna chahiye Iska mukhya kaaran yeh bhi hai ki hamseha positive logo ke sath rahna chaihiye tab aapki such bhi unki Tarah ho jati hai /.jab tak AAP in negative logo ke sath rahte hai tab tak aap Kabhi motivate mahsus nhi karte.To sabse pahle, ame apne friend circle se negative logo ko dur nikal fekna Hoga
2.रोज़ कुछ नया सीख
jab hamari roz ki zindgai mei hum koi ek cheej ki jo hume jeevan mei aaram deti hai uske sath chipak jate hai tab wah hamare vikas ke liye baadha roop ban jata hai.isiliye yah bahut jaruri hai ki aap roz kuch naya seekhe aur kare.aisa kaha jata hai ki jo log kuch naya padhte hai ya kuch naya seekhte hai unka dimag jyada kaam karta hai
3.जीवन में नयी नयी चुनौती ले
hum sab yah sochte hai ki hum apne jeevan mei santust rahe .isey jeean mei ek tahvaav kahte hai.par yah kisi bhi insan ke liye sahi nhi hai.naye challenge lene se aapke jeean mei changes aate hai badlaav ke karan hi aapka jeevan mei progress hoti hai.naye challenges lene ka matlab yah nhi hai ki aap ekdam hi bada kar jaye jo aapke vash mei nhi hai.yaha par challenge lene ka matlab hai ki jo kaam aapne nhi kiya hai ya karne par aapko darr lagta hai ya phir karne par risk lage aisa kuch kare.life me challenge lena bahut jaruri hota hai kyoki iske do pahlu hai,challenge lene par aap apni challenge mei safal ya asafal hote hai safal hone se aapko bahut khushi milti hai par agar aap asafal hote hai to challenge aapko koi sabak jarur sikhati hai
4.अपने लक्ष्य को लिख के रखे
hum mei se aise kayi sare log hai jinke jeean mei bahut sare lakshya hai par wah un tak kabhi nhi pahuchte.kyonki wah sirf soch mei rahte hai. sochne se lakshya kabhi hasil nhi hote hai.apne laskshya tak pahuhne ke liye do cheej bahut jaruri hai.ek anusasan dusra yojana
yojana apne lakshya ko hasil karne mei behadd jaruri hai.koi bhi yojana ka pahla kadam hai apne lakshya ko likhna.aap usey har din dekhiye ki aap uski taraf ja rahe ho ya nhi.ish tarah ek din wo jarur aayega jab aap apne lakshya ko pa chuke hoge
5.सुबह जल्दी उठे
सुबह जल्दी उठना apne aap ko behtar banane ka pahla step hai aisa kaha jata hai kiaap subah jaldi uthne se aap jyada kaam kar pate hai kyonki aapka dimag ush timew jyada actie hota hai isiliye hi schoolo mei bachcho kp subah jaldi uthne ko kaha jata hai ki aap subah jaldi uth ke padhayi kare kyonki jo kaam aapko raat mei jyada waqt lagta hai wah subah jaldi ho jata hai
Comments
Post a Comment